Best Hindi Shayari Collection 2020 | Hindi Poetry

Welcome to the very first post of Den Hindi Shayari Blog. In this post you'll get the Hindi Shayari collection or you can say Hindi Poetry. We have huge database of Hindi Shayari or Hindi Poetry. If you are a Shayari/Poetry Lover, this would be a heaven to you.

In india it's like a culture to communicate message through the Shayari or Poetry. It is an important part of Indian culture. As per my knowledge there are many "Shayar" which is commonly known as "Poet". Mirza Galib, Meer Anis, Mir Taqi Mir, Josh Malihabadi and Alama Iqbal.

Hindi Shayari Collection
Best Hindi Shayari Collection 2020 | Hindi Poetry 


Best Hindi Shayari Collection

Hindi Shayari
Hindi Poetry

Kabhi Gam To Kabhi Khushi Dekhi,
Hamne Aksar Majboori Aur Bekasi Dekhi,
Unki Narazgi Ko Ham Kya Samajhen,
Hamne To Khud Apni Takdeer Ki Bebasi Dekhi.

कभी गम तो कभी ख़ुशी देखी,
हमने अक्सर मजबूरी और बेकसी देखी,
उनकी नाराज़गी को हम क्या समझें,
हमने तो खुद अपनी तकदीर की बेबसी देखी।
Hindi Shayari
Hindi Poetry


Falsafa Samjho Na Asraar-e-Siyasat Samjho,
Zindagi Sirf Hakiqat Hai Hakiqat Samjho,
Jaane Kis Din Hon Hawayein Bhi Neelam Yahan,
Aaj To Saans Bhi Lete Ho Ghaneemat Samjho.

फलसफा समझो न असरारे सियासत समझो,
जिन्दगी सिर्फ हकीक़त है हकीक़त समझो,
जाने किस दिन हो हवायें भी नीलाम यहाँ,
आज तो साँस भी लेते हो ग़नीमत समझो।
Hindi Shayari
Hindi Poetry- Apne Dil Se Pukara Na Karo


Aap Dil Se Yoon Pukara Na Karo,
Hamko Yoon Pyaar Se Ishara Na Karo,
Ham Door Hain Aapse Ye Majaboori Hai Hamari,
Aap Tanhaiyon Me Yoon Rulaya Na Karo.

आप दिल से यूँ पुकारा ना करो,
हमको यूँ प्यार से इशारा ना करो,
हम दूर हैं आपसे ये मजबूरी है हमारी,
आप तन्हाइयों मे यूँ रुलाया ना करो। 
Hindi Shayari
Hindi Poetry- Samjhne Hi Nahi Deti Siyasat Hum Ko Sachai


Samjhne Hi Nahi Deti Siyasat Hum Ko Sachchai,
Kabhi Chehra Nahi Milta Kabhi Darpan Nahi Milta.

समझने ही नहीं देती सियासत हम को सच्चाई,
कभी चेहरा नहीं मिलता कभी दर्पन नहीं मिलता।
Hindi Shayari
Hindi Poetry- Hame Khuda Bola Wo Chhod Ke Chali Gai


Hamne Khuda Se Bola Wo Chhod Ke Chali Gai,
Na Jane Uski Kya Majaboori Thi,
Khuda Ne Kaha Ismen Uska Koi Kasoor Nahin,
Ye Kahani To Maine Likhi Hi Adhoori Thi.

हमने खुदा से बोला वो छोड़ के चली गई,
न जाने उसकी क्या मजबूरी थी,
खुदा ने कहा इसमें उसका कोई कसूर नहीं,
ये कहानी तो मैंने लिखी ही अधूरी थी। 
Hindi Shayari
Hindi Poetry- Meri Har Dua har Azaan Mein Tu Hai


Meri Har Dua Har Azaan Mein Tu Hai,
Kahte Hai Ghar Khuda Ka Jise Us Makan Mein Tu Hai,
Kaise Pahunchegi Meri Paravaaz Tujh Tak ,
Main Hoon Jameen Par Aur Aasmaan Par Tu Hai.

मेरी हर दुआ हर अज़ान में तू है,
कहत है घर खुदा का जीस हमसे मकन में तू है,
कैस पाहुनचेगी मेरी परवाज तुझ तक,
मुख्य हम जनेन पर और अस्मां पर तू है। 
Hindi Shayari
Hindi Poetry- Falsafa Samjho Na Asraar-e-Siyasat Samjho


Falsafa Samjho Na Asraar-e-Siyasat Samjho,
Zindagi Sirf Hakiqat Hai Hakiqat Samjho,
Jaane Kis Din Hon Hawayein Bhi Neelam Yahan,
Aaj To Saans Bhi Lete Ho Ghaneemat Samjho.

फलसफा समझो न असरारे सियासत समझो,
जिन्दगी सिर्फ हकीक़त है हकीक़त समझो,
जाने किस दिन हो हवायें भी नीलाम यहाँ,
आज तो सांस भी लेते हैं तो गनीमत समझो।
Hindi Shayari
Hindi Poetry- Bulandi ka Nasha Simton Ka Jaado tod Deti Hai


Bulandi Ka Nasha Simton Ka Jaadoo Tod Deti Hai,
Hawa Udate Huye Panchhi Ke Baajoo Tod Deti Hai,
Siyaasi Bhediyo Thhodi Bahut Ghairat Jaroori Hai,
Tawayaf Bhi Kisi Mauke Pe Ghunghroo Tod Deti Hai.

बुलंदी का नशा सिमतों का जादू तोड़ देती है,
हवा उड़ते हुए पंछी के बाज़ू तोड़ देती है,
सियासी भेड़ियों थोड़ी बहुत गैरत ज़रूरी है,
तवायफ तक किसी मौके पे घुंघरू तोड़ देती है। 
Hindi Shayari
Hindi Poetry- Lade Jhagde bhide Kaate-Katein Shamsheer Ho Jayein


Lade, Jhagde, Bhide, Kaate-Katein Shamsheer Ho Jayein,
Batein, Baantein, Chubhein Ek Doosre Ko Teer Ho Jayein,
Musalsal Qatl-o-Gaarat Ki Nayi Tasvir Ho Jayein,
Siyasat Chahti Hi Hum Aur Tum Kashmir Ho Jayein.

लड़ें, झगड़ें, भिड़ें, काटें, कटें, शमशीर हो जाएँ,
बटें, बाँटें, चुभे इक दुसरे को, तीर हो जाएँ,
मुसलसल कत्ल-ओ-गारत की नई तस्वीर हो जाएँ,
सियासत चाहती है हम और तुम कश्मीर हो जाएँ। 

Hindi Shayari
Hindi Poetry- Siyasat Ki Dukaano Mein Roshan Ke Liye

Siyasat Ki Dukaano Mein Roshni Ke Liye,
Jaroori Hai Ke Mulk Mera Jalta Rahe.

सियासत की दुकानों में रोशनी के लिए,
जरूरी है कि मुल्क मेरा जलता रहे। 

Hindi Shayari
Hindi Poetry- Siyasat Ko Lahoo Peene Ki Adat Hai

Siyasat Ko Lahoo Peene Ki Aadat Hai,
Varna Mulk Mein Sab Khairiyat Hai.

सियासत को लहू पीने की लत है,
वरना मुल्क में सब ख़ैरियत है। 
Hindi Shayari
Hindi Poetry- Siyasat iss Kadar Awam Pe Ehsaan Karti Hai


Siyasat Iss Kadar Aawam Pe Ehsaan Karti Hai,
Aankhein Chheen Leti Hai Fir Chashme Daan Karti Hai.

सियासत इस कदर अवाम पे अहसान करती है,
आँखे छीन लेती है फिर चश्में दान करती है। 
Hindi Shayari
Hindi Poetry- Kaaton Se Gujar Jata Hoon Daaman Ko Bachakar


Kaanton Se Gujar Jata Hoon Daaman Ko Bachakar,
Phoolon Ki Siyasat Se Main BeGana Nahi Hoon.

काँटों से गुजर जाता हूँ दामन को बचा कर,
फूलों की सियासत से मैं बेगाना नहीं हूँ।

Hindi Shayari
Hindi Poetry- Chaand Ki Chandni Aakhon Mein Utar Aayi

Chaand Ki Chandni Aankhon Mein Utar Aayi,
Kuchh Khwab The Aur Kuchh Meri Tanhayi,
Ye Jo Palkon Se Bah Rahe Hain Halke Halke,
Kuchh To Majaboori Thee Kuchh Teri Bewafai.

चाँद की चांदनी आँखों में उतर आयी,
कुछ ख्वाब थे और कुछ मेरी तन्हाई,
ये जो पलकों से बह रहे हैं हल्के हल्के,
कुछ तो मजबूरी थी कुछ तेरी बेवफाई। 
Hindi Shayari
Hindi Poetry- Ai Siyasat Tu ne Bhi Daur Mein Kamal Kar Diya


Ai Siyasat Tu Ne Bhi Iss Daur Mein Kamal Kar Diya,
Gareebon Ko Gareeb Ameeron Ko Maala-Maal Kar Diya.

ऐ सियासत तूने भी इस दौर में कमाल कर दिया,
गरीबों को गरीब अमीरों को माला-माल कर दिया। 
Hindi Shayari
Hindi Poetry- Ek Ansoo Bhi Hukoomat Ke Liye Khatra Hai


Ek Aansoo Bhi Hukoomat Ke Liye Khatra Hai,
Tum Ne Dekha Nahi Aankhon Ka Samundar Hona.

एक आँसू भी हुकूमत के लिए ख़तरा है,
तुम ने देखा नहीं आँखों का समुंदर होना। 
Hindi Shayari
Hindi Poetry- Samjhne Hi Nahi Deti Siyasat Hum Ko Sachai


Samjhne Hi Nahi Deti Siyasat Hum Ko Sachchai,
Kabhi Chehra Nahi Milta Kabhi Darpan Nahi Milta.

समझने ही नहीं देती सियासत हम को सच्चाई,
कभी चेहरा नहीं मिलता कभी दर्पन नहीं मिलता। 
Oldest